Sari Duniya Me Aanand Chayo Kanha Ko Janamdin Aayo (सारी दुनिया में आनंद छायो, कान्हा को जन्मदिन आयो - भजन)


Sari Duniya Mein Anand Chhayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo ॥
Aai Bhado Ki Ren Kaari Kaari,
Aai Bhado Ki Ren Kaari Kaari,
Mathura Mein Hai Janme Murari,
Mathura Mein Hai Janme Murari,
Vasudev Devki Ne Darsh Paayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo,
Saari Duniyan Mein Anand Chhaayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo ॥

Chale Leke Vasudev Gokul Mein,
Chale Leke Vasudev Gokul Mein,
Kanha Pahunchaye Nand Mahal Mein,
Kanha Pahunchaye Nand Mahal Mein,
Yamuna Ne Shri Charan Pakharayo,
Yamuna Ne Shri Charan Pakharayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo,
Saari Duniyan Mein Anand Chhaayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo ॥

Laddoo Peda Bante Khel Khilauna,
Laddoo Peda Bante Khel Khilauna,
Jhoole Palna Mein Shyam Salona,
Jhoole Palna Mein Shyam Salona,
‘chitr-vichitr’ Ko Bhi Bulvayo,
‘chitr-vichitr’ Ko Bhi Bulvayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo,
Saari Duniyan Mein Anand Chhaayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo ॥

Sari Duniya Mein Anand Chhayo,
Kanha Ko Janamdin Aayo ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
सारी दुनिया में आनंद छायो, कान्हा को जन्मदिन आयो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सारी दुनिया में आनंद छायो, कान्हा को जन्मदिन आयो ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Om Mahakal Ke Kal Tum Ho Prabhu

Om Mahakal Ke Kaal Tum Ho Prabho, Gun Ke Aagaar Satyam Shivam Sundaram, Kar Mein Damroo Lase Chandrama Bhaal Par, Ho Nirakar Satyam Shivam Sundaram ॥

Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki

Jab Se Dekhi Surat, Maine Mahakal Ki, Duniya badal Hi gayi, Duniya Badal Hi Gayi ॥

Bhole Teri Banjaran

Banjaran Main Banjaran, Bhole Teri Banjaran, Baijnath Main Gayi, Vishwanath Bhi Gayi..

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena, Hai Aapke Hatho Mein Meri Bigdi Bana Dena ॥