Bhajan: Sat Sangati Se Pyar Karana Sikho Ji (सत्संगति से प्यार करना सीखोजी: भजन)


Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji

Tan Dhan Daam Sang Na Jaavaye
Sut Dara Koi Kaam Na Aavaye - X2

Mamta Ka Sanghar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
॥ Satsangati Se Pyaar Karana… ॥

Yah Jaag Mohani Need Ka Sapna
Nahi Koo Gair Nahi Koi Apna
Saty Asaty Vichar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
॥ Satsangati Se Pyaar Karana… ॥

Hari Ka Bhajan Nitya Prati Kije
Antahkaran Shuddh Kar Lije
Aatm Saaksh Karana Seekhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
॥ Satsangati Se Pyar Karna… ॥

Bhikshu Kahe Suno Man Mero
Nar Tan Bhav Bharidh Kahu Bero
Bhav Se Beda Paar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
॥ Satsangati Se Pyaar Karana… ॥

Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
Satsangati Se Pyar Karna Sikhoji
Jeevan Ka Uddhar Karna Sikhoji
सत्संगति से प्यार करना सीखोजी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सत्संगति से प्यार करना सीखोजी, जीवन का उद्धार करना सीखोजी, सत्संगति से प्यार करना सीखोजी...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanShri Krishna BhajanSatsang BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan Bhajan

Other Popular Bhajan: Sat Sangati Se Pyar Karana Sikho Ji Video

By Pujy Rajan Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara!

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara, Hari Ke Bhajan Bin, Hari Ke Bhajan Bin, Nahin Gujara

Sab Dhamo Se Dham Nirala Shri Vrindavan Dham

Sab Dhamon Se Dham Nirala, Shri Vrindavan Dham, Kunj Nikunj Mein Jahan Viraje, Pyare Shyama Shyam, Mera Vrindavan Pyara, Mera Brajdham Hai Nyara..

Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi

Main to Apne Shyam Ki, Diwani Ban Jaungi, Mastani Ban Jaungi...