Sawariya Saj Dhaj Bhaitha Khatu Rajasthan Me (साँवरिया सज धज बैठा खाटू राजस्थान में - भजन)


Sanwariya Saj Dhaj Baitha Khatu Rajasthan Mein
Charcha Sakal Jahan Mein Haan...
Shyam Ka Ghungharwala Baal, Uspe Mor Mukut Bemishal
Keshariya Baga Pahane Baitha Dekho Shaan Mein। Charcha Sakal…
Bhaktibharat Bhajan

Shyam Hai Teen Baan Ka Dhari, Ye Hai Kalayug Ka Avtari
Jisne Sheesh Diya Tha Prabhu Ko Apna Daan Mein। Charcha Sakal...

Shyam Ka Mela Lage Pyara, Goonje Gali Gali Jaykara
Rahata Vikas Hardam, Tere Hi Gungaan Mein। Charcha Sakal...
साँवरिया सज धज बैठा खाटू राजस्थान में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
साँवरिया सज धज बैठा खाटू राजस्थान में, चर्चा सकल जहान में हां...
Bhajan Khatu BhajanShri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva

Nandi Pe Chali Hai Barat Bhole Ki, Sabse Alag Hai Yo Baat Bhole Ki, Are Shukar Nache Shanichar Nache, Sang Mein Bhoot Pishachar Nache, Dekh Le Tu Goraan Yo Thath Bhole Ki...

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama