Sham Sakhiyan to Darda Mara (श्याम सखियां तो डरदा मारा)


Sham Sakhiyon Se Darda Mara
Sham, Sakhiyon Se, Darda Mara ॥
O, Murli, Chhupai Rakhta... Jay Ho... ॥
O, Murli, Chhupai Rakhta... ॥
Sham, Sakhiyon Se, Darda Mara ॥
Sham, Sone Ke, Panghude Mein Khelta ।
Yashoda, Maiya Ji Ka, Dil Bada Dolta ॥
O Jhuta Tum, Laga Lo Sakhiyo... Jay Ho... ॥
O Jhuta Tum, Laga Lo Sakhiyo ॥
Sham, Sone Ke, Panghude Mein Khelata ॥
Sham, Vrindavan, Bansari Bajanvada ॥
Naale, Sakhiyon Ke, Raas Rachanvada ॥
O Raas, Racha Lo Sakhiyo... Jay Ho... ॥
O Raas, Racha Lo Sakhiyo ॥
Sham, Vrindaavan, Bansari Bajanvada ।
Sham, Yamuna, Kinaare Gaayen Charata ॥
Gopi, Gvaalon Ke, Saath Gaayen Charata ।
O Gaayon Ko, Chara Lo Sakhiyo... Jay Ho... ॥
O Gaayon Ko, Chara Lo Sakhiyo ॥
Sham, Yamuna, Kinaare Gaayen Charata ॥
Teri, Matki Pe, Amrit Barse ।
Dil, Sakhiyon Ka, Bada Tarse ॥
Ki Amrit, Pi Lo Sakhiyo... Jay Ho... ॥
Ki Amrit, Pi Lo Sakhiyo ॥
Teri, Matki Pe, Amrit Barse ॥
Sham, Sakhiyon Se, Darda Mara ॥
श्याम सखियां तो डरदा मारा - हिन्दी में पढ़ें
शाम सखियों से डरता मारा, शाम, सखियों से, डरता मारा ॥ ओ, मुरली, छुपाई रखता... ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥