shambhu Re Tera Bhed Na Jana (शंभू रे तेरा भेद ना जाना: शिव भजन)


Shambhu Re O Shambhu Re,
Tera Bhed Na jana,
Shambhu Re O Shambhu Re,
Tera Bhed Na jana,
Vedon Ki Mahima Shambhu Jane,
Shambhu Ki Mahima Dev Bhi Na Jane,
Shambhu Re O Shambhu Re,
Tera Bhed Na jana ॥
Lanka Mein Lankesh Bithaya,
Khud Baitha Tu Jogi Banke,
Ho Ho,
Lanka Mein Lankesh Bithaya,
Khud Baitha Tu Jogi Banke,
Sabko Tune Raja Banaya,
Khud Baitha Tu Sadhu Banke,
Sadhu Re O Sadhu Re,
Tera Bhed Na Jana,
Vedon Ki Mahima Sadhu Jane,
Sadhu Ki Mahiuma Dev Bhi Na Jane,
Shambhu Re O Shambhu Re,
Tera Bhed Na jana ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dev Asur Ko Amrut Dekar,
Khud Pive Tu Vish Ka Pyala,
Ho Ho,
Dev Asur Ko Amrut Dekar,
Khud Pive Tu Vish Ka Pyala,
Tujh Jesa Na KOi BHayankar,
Na Koi Hai Bhola Bhala,
Bhole Re O Bhole Re,
Tera Bhed Na Jana,
Bhole Ki Mahima Bhola Jane,
Bhole Ki Mahima Jane Na Koi,
Shambhu Re Shambhu Re,
Tera Bhed Na jana ॥
शंभू रे तेरा भेद ना जाना: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंभू रे ओ शंभू रे, तेरा भेद ना जाना, शंभू रे ओ शंभू रे, तेरा भेद ना जाना, वेदों की महिमा शंभू जाने, वेदों की महिमा शंभू जाने, शम्भू की महिमा वेद भी ना जाने, शंभू रे ओ शंभू रे, तेरा भेद ना जाना ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular shambhu Re Tera Bhed Na Jana Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shambhu Shankara

Shankara bhole shankara, Shankara bhole shankara...

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..