Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara (शंकर तेरी जटा से बहती है गंग धारा - भजन)


Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara,
Kaali Ghata Ke Andar,
Ju Damini Ujala,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥
Gal Mein Mund Maala Ki Saje,
Shashi Bhaal Mein Gang Viraje,
Dam Dam Damroo Baje,
Kar Mein Trishool Dhara,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Bhrg Mein Teen Hai Tej Visare,
Katiband Mein Naag Saware,
Kahlate Kailash Pati Ye,
Karate Jahaan Visara,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Shiv Ke Naam Ko Jo Uchchare,
Sabke Paap Dosh Duhkh Hare,
Sari Shrashti Ke Data Ye,
Bhav Se Paar Utare,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥

Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara,
Kaali Ghata Ke Andar,
Ju Damini Ujala,
Shankar Teri Jata Se,
Bahati Hai Gang Dhara ॥
शंकर तेरी जटा से बहती है गंग धारा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले तेरी जटा से, बहती है गंग धारा, काली घटा के अंदर, जु दामिनी उजाला..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

Bhajan Shankar Teri Jata Me By Pujya Rajan Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..