Sharan Teri Aayo Banke Bihari (शरण तेरी आयों बांके बिहारी: भजन)


Sharan Teri Aayo Banke Bihari,
Sharan Teri Aayon Banke Bihari ॥
Pal Pal Mein Parda Kiye Ja Rahe Ho,
Pal Pal Mein Parda Kiye Ja Rahe Ho,
Nazar Kab Milegi Hamari Tumhari,
Sharan Teri Aayon Banke Bihari ॥

Chilman Se Bahar Nikalkar Ke Aao,
Chilman Se Bahar Nikalkar Ke Aao,
Badha Kyon Rahe Ho Bekarari,
Sharan Teri Aayon Banke Bihari ॥

Deewangi 'Pappu Sharma’ Ki Dekho,
Deewangi 'Pappu Sharma’ Ki Dekho,
Jigar Chir Dikhla De Chhavi Tumhari,
Sharan Teri Aayon Banke Bihari ॥

Sharan Teri Aayo Banke Bihari,
Sharan Teri Aayon Banke Bihari ॥
शरण तेरी आयों बांके बिहारी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
पल पल में परदा किये जा रहे हो, पल पल में परदा किये जा रहे हो, नज़र कब मिलेगी हमारी तुम्हारी, शरण तेरी आयों बांके बिहारी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥