Sherawali Ke Darbar Mein Rang Barse (शेरोवाली के दरबार में रंग बरसे: भजन)


Rang Barse Dekho Rang Barse,
Rang Barse Dekho Rang Barse,
Sherowali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Ambewali De Darbaar Mein Rang Barse,
Dhol Nagadon Dholak Baje,
Dhol Nagadon Dholak Baje,
Saare Bhagat Yahan Jhoom Ke Nache,
Saare Bhagat Yahan Jhoom Ke Nache,
Maan Ko Manaye Sab Nach Nach Ke,
Sherowali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Sab Se Uncha Dham Tumhara,
Sab Se Uncha Dham Tumhara,
Jag Mein Paavan Naam Tumhara,
Jag Mein Paavan Naam Tumhara,
Jag Jaye Kismat Darshan Se,
Sherowali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Jota Wali Ke Darbaar Mein Rang Barse,

Bhakto Ke Sab Kaam Banaye,
Bhakto Ke Sab Kaam Banaye,
Jab Bhi Pukare Maiya Daudi Aaye,
Jab Bhi Pukare Maiya Daudi Aaye,
Kaat Diye Sankat Jan Jan Ke,
Sherowali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Jota Wali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Mohan Kaushik Vo Tar Jaate,
Mohan Kaushik Vo Tar Jaate,
Jo Sukh Mein Sumiran Kar Paate,
Jo Sukh Mein Sumiran Kar Paate,
Gaye Harish Bhi Tan Man Se,
Sherowali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
Jota Wali Ke Darbaar Mein Rang Barse,
शेरोवाली के दरबार में रंग बरसे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
रंग बरसे देखो रंग बरसे, शेरोवाली के दरबार में रंग बरसे, अम्बेवाली दे दरबार में रंग बरसे...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye