Shiv Shankar Ki Kripa Ho Jaye (शिव शंकर की कृपा हो जाए)


Shiv Shankar Ki Kripa Ho Jaye
Shiv, Shankar, Ki Kripa, Ho Jaye,
Jivan Ki, Har Badha, Meri Hal, Ho Jaye ॥
Darshan Ko, Tere Mandir Aaun,
Bhaktibharat Lyrics
Tera Mandir, Hi Mera, Dusra Ghar, Ho Jaye...
Shiv, Shankar, Ki Kripa, Ho Jaye...
Tham Le, Aakar, Tun Mujhko ।
Ban, Jaye Har, Baat Meri ।
Rakhwala, Har, Dukhiya Ka ।
Tun Hi, Sunta, Baat Meri ।
Teri, Chaukhath Ho, Mera Sar Ho,
Bas Itna, Hi Ho, Jaye...
Shiv, Shankar, Ki Kripa, Ho Jaye...

Arzi, Meri, Sweekar Karo ।
Mujhako, Bhav Se, Paar Karo ।
Nav, Meri, Dagmag Dole ।
Mera Bhi, Uddhar Karo ।
Tere, Dar Pe Rahun, Tere, Ghar Mein Rahun,
Yun Hi, Jivan, Beet Yeh Jaye...
Shiv, Shankar, Ki Kripa Ho Jaye...
शिव शंकर की कृपा हो जाए - हिन्दी में पढ़ें
शिव शंकर की कृपा हो जाए, शिव, शंकर, की कृपा, हो जाए, जीवन की, हर बाधा, मेरी हल, हो जाए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Lanka Main Jaayeyo Hanuman Aise Kah Dena

Lanka Mein Jaiyo Hanuman, Aise Kah Dena, Tune Suni Siya Churai Hai, Tohe Laaj Sharm Nahin Aai Hai, Raja Se Bana Phakir, Aise Kah Dena... ॥

Kahat Hanuman Jai Shri Ram

Kahat Hanuman Jai Shri Ram, Laga Ke Sindoor Badan Pe, Pane Ko Shri Ram Ka Pyar..