Shri Ram Teri Mahima Se (श्री राम तेरी महिमा से - भजन)


Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai,
Mandir Banega Rasta,
Aasan Ho Gaya,
Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥
Santo Ki Sachchi Mehnat,
Sunli Mere Prabhu Ne,
Santo Ki Sachchi Mehnat,
Sunli Mere Prabhu Ne,
Is Nyaay Se Nyayalay,
Ka Naam Ho Gaya Hai,
Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥

Jhukta Hai Sar Jhukega,
Ye Dharm Hai Sanatan,
Jhukta Hai Sar Jhukega,
Ye Dharm Hai Sanatan,
Shri Ram Janm Bhoomi Vo,
Sthan Ho Gaya Hai,
Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥

Nar Roop Mein Pavansut,
Khambe Lagayenge Ab,
Yahan Vastushastra Ka Bhi,
Vidhan Ho Gaya Hai,
Shri Ram Teri Maheema Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥

Na Bana Hai Na Banega,
Itni Vishaal Keerati,
Na Bana Hai Na Banega,
Itni Vishaal Keerati,
Poora Jo Shiv Poori Ka,
Armaan Ho Gaya Hai,
Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥

Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai,
Mandir Banega Rasta,
Aasan Ho Gaya,
Shri Ram Teri Mahima Se,
Kaam Ho Gaya Hai ॥

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति

◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में हनुमान चालीसा, बजरंग बाण और संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।
श्री राम तेरी महिमा से - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम तेरी महिमा से, काम हो गया है, मंदिर बनेगा रास्ता, आसान हो गया, श्री राम तेरी महिमा से, काम हो गया है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mehandipur Ka Ye Bajrang Bala Bada

Mehandipur Ka Ye Bajarang Bala Bada, Isake Dar Se Na Koi Bhi Khali Gaya, Jo Aaya Muraden Mili Hai Use,
Isake Dar Se Na Koi Sawali Gaya, Mehandipur Ka Ye Bajarang Bala Bada ॥

Bolo Sada Jaikar Pawansut Mahabali Ki

Bolo Sada Jaykara, Pabansut Mahabali Ki ॥

Veer Bajrangbali Mujhe Tera Hi Sahara Hai

Veer Bajarangabali, Mujhe Tera Sahara Hai, Maa Anjani Ke Laal, Tune Laakhon Ko Tara Hai, Veer Bajarangabali, Mujhe Tera Sahara Hai ॥

Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke

Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke, Hai diwane Jo Pyare Hanuman Ke, Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram, Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram, Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...