Shyam Chanda Hai Shyama Chakori (श्याम चंदा है श्यामा चकोरी - भजन)


Shyam Chanda Hai Shyama Chakori,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥
Shyam Rasiya Hai Shyama Rasili,
Krishn Chhaliya Hai Radha Sharmili,
Krishn Kala Hai Radha Hai Gauri,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Girdhar Gopal Gokul Ka Raja,
Brj Ki Sarkar Rani Hai Radha,
Krishn Kala Hai Radha Hai Gauri,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Dono Me Prem Itna Hai Jyada,
Radha Mohan Hai Mohan Hai Radha,
Krishn Man Ka Maduk Radha Bhauri,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori,
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
श्याम चंदा है श्यामा चकोरी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्याम चंदा है श्यामा चकोरी, बड़ी सुंदर है दोनो की जोडी ॥ श्याम रसिया है श्यामा रसीली,...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanFalgun Mela BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanAyachi Thakur BhajanMaithili BhajanRishav Bhajan

Other Popular Shyam Chanda Hai Shyama Chakori Video

Devi Chitralekha

Poonam Didi Ji

Nikunj Kamra Bhajan

By Maithili Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥