Shyam Ki Laathi (श्याम की लाठी - भजन)


Sanwariye Ki Lathi Mein Awaaz Kabhi Na Aaegi,
Sab Darvaje Band Milenge Jis Din Yeh Pad Jaengi,
Sanwariye Ki Lathi Men.....
Tujh Se Acha Koi Nahin Hai Dar Pe Dikhawa Karta Hai,
Dhire Dheere Ghada Paap Ka Is Duniya Mein Bharta He,
Jitni Bhi Tu Akdn Dikhalen,
Jitni Bhi Tu Akdn Dikhalen Dhari Yahi Rah Jaegi,
Sab Darvaje Band Milenge Jis Din Yeh Pad Jaengi,
Sanwariye Ki Lathi Men.....

Swarth Mein Tu Andha Ho Kar Bhool Gaya Rishte Nate,
Samjh Mein Aati Hai Bus Tujhko Apne Matlab Ki Baten,
Chahe Jitni Jod Le Daulat,
Chahe Jitni Jod Le Daulat Dhari Yahi Rah Jaegi,
Sab Darvaje Band Milenge Jis Din Yeh Pad Jaengi,
Sanwariye Ki Lathi Men....

Khatu Wale Ke Khatir to Premi Sabhi Barabar Hai,
Ek Tarazu Sabko Tolen Najar Shyam Ki Sab Par He,
Jaisa Bhav Laen Sanwariya,
Jaisa Bhav Sachin Laye Vaisi Jholi Bhar Jayengi,
Sab Darvaje Band Milenge Jis Din Yeh Pad Jayengi,
Sanwariye Ki Lathi Men,
Bolo Shyam Bolon Shyam Shyam Shyam Shyam.....
श्याम की लाठी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सांवरिये की लाठी में आवाज़ कभी ना आएगी, सब दरवाजे बंद मिलेंगे जिस दिन ये पड़ जाएंगी, सांवरिये की लाठी में.....
Bhajan Khatu Dham BhajanRajasthan BhajanKhatu Shyam BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne, Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya

Jis Par Ho Hanuman Ki Kripa

Jis Par Ho Hanuman Ki krpa, Taqdir Ka Dhani Wo Nar Hai, Rakhwala Ho Maruti Nandan, Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Bhajan Pawan Sut ka KIjiye, Naam Amrut Ka Pyala Pijiye ॥

Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan

Hey Purushottam Shriram, Karunanidhan Bhagwan ॥

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥