Siyaram Kan Kan Hai Samaya ।
Jidhar Dekha Nazar Wahi Aaya ॥
Sagar Jal Mein Vahi, Gagan Thal Mein Wahi ।
Senadal Mein Vahi, Bhakti Bal Mein Wahi ॥
Rom Rome Ram Naam Ras Chhaya,
Jidhar Dekha।
Chhote Bade Bhale, Bure Insan Mein।
Jivan Ke Har, Chhote Bade Abhiyan Mein ॥
Raja Uski Mein Sab Hota Aaya,
Jidhar Dekha।
Bhaktibharat Lyrics
Mala Ke Mankon Men, Siya Sindoor Mein।
Chhati Fod Dikhaya, Siyaram Ur Mein ॥
Lavkush Mein Siyaram Ko Paya,
Jidhar Dekha.
Siyaram Ke Kaj, Diye Sanwar Sabhi।
Man Ke Doodh Ke Karz, Diye Utar Sabhi ॥
Ajar Amar ‘Madhup’ Var Paya ,
Jidhar Dekha।