Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu (सुबह सवेरे लेकर तेरा नाम प्रभु - प्रार्थना)


Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu,
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।
Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu,
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।
Shuddh Bhav Se Tera Dhyan Lagayen Hum,
Vidya Ka Vardan Tumhin Se Paye Hum ।
Shuddh Bhav Se Tera Dhyan Lagayen Hum,
Vidya Ka Vardan Tumhin Se Paye Hum ।
Haan, Vidya Ka Vardan Tumhin Se Paye Hum ।
Tumhi Se Hai Aagaz Tumhin Se Anjam Prabhu,
Karte Hai Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।

Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu,
karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।

Guruon Ka Satkar Kabhi Na Bhoole Hum,
Itna Banen Mahan Gagan Ko Chhu Le Hum ।
Guruon Ka Satkar Kabhi Na Bhule Hum,
Itna Banen Mahan Gagan Ko Chhu Le Hum ।
Haan, Itna Banen Mahan Gagan Ko Chhu Le Hum ।
Tumhin Se Hai Har Subah Tumhi Se Shaam Prabhu,
Karte Hai Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।
Bhaktibharat Lyrics

Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu,
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।

Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu,
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu
Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu ।
सुबह सवेरे लेकर तेरा नाम प्रभु - प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
सुबह सवेरे लेकर तेरा नाम प्रभु, करते हैं हम शुरु आज का काम प्रभु । शुद्ध भाव से तेरा ध्यान लगाएं हम,...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanPrayer Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥