Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale (सुख देने वाले दुख हरने वाले:भजन)


Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale,
Ase Ganray Ko Sabka Pranam,
Sarbapratham Puja Jiski Hoti,
Gan Ganpati Unka Naam ॥
Lambodar Pitambar Musak Sawari,
Latat Pe Kummum Sobhit Bhari,
Bidya Ke Data Gyan Bhandari,
Chan Bhar Mein Bighna Harte Sari,
Sumaran Karta Hai Jo Koi,
Saphal Uske Sare Kaam,
Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale,
Ase Ganray Ko Sabka Pranam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Riddhi Sidhhi Ke Ganpati Data,
Jo Ghar Ghar Mein Khusiyan Late,
Dhan Vaibhab Sukh Santi Pata,
Jo Ganpatiarati Roj Gata,
Jo Maan Se Bhajle Ganesh,
Jag Mein Hoga Uska Naam,
Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale,
Ase Ganray Ko Sabka Pranam ॥
सुख देने वाले दुख हरने वाले:भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुख देने वाले दुख हरने वाले, ऐसे गणराय को सबका प्रनाम, सर्वप्रथम पूजा जिसकी होती, गन गणपति उनका नाम ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥