Suno Maiya Meri Sarkar Daas Tera Ho Jaun (सुनो मैया मेरी सरकार, दास तेरा हो जाऊं: भजन)


Suno Maiya Meri Sarkar ॥
Shlok – Ya Devi Sarvabhuteshu,
Shakti-rupen Sansthita,
Namastasyai Namastasyai,
Namastasyai Namo Namah ॥

Suno Maiya Meri Sarkar,
Aa Gaya Ab Main Tere Dwar,
Daas Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun,
Kuchh Aisa Kar Kamal,
Main Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Duniya Ke Jhoothe Naate,
Main Chhod Ke Aaya Hoon,
Apana Le Sherovalee,
Duniya Ka Sataya Hoon,
Meri Sun Le Maiya Pukar,
Meri Sun Le Maiya Pukar,
Main Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Aaya Jo Dar Pe Tere,
Banakar Koee Savali,
Sunalee Hai Toone Arji,
Lautaya Nahin Khali,
Rahoon Tera Shukraguzar,
Rahoon Tera Shukraguzar,
Main Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Bichch Pahada Maiya,
Jagajjanani Vaas Tera,
Roothe Duniya Gar Saree,
Chhoote Na Sath Tera,
Bhakton Ko Le Sambhal,
Bhakton Ko Le Sambhal,
Main Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Suno Maiya Meri Sarkar,
Aa Gaya Ab Main Tere Dwar,
Daas Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun,
Kuchh Aisa Kar Kamal,
Main Tera Ho Jaun,
Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal,
Main Tera Ho Jaun ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
सुनो मैया मेरी सरकार, दास तेरा हो जाऊं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुनो मैया मेरी सरकार, आ गया अब मैं तेरे द्वार, दास तेरा हो जाऊं, झूठी दुनिया का हूँ फिलहाल, मैं तेरा हो जाऊं, कुछ ऐसा कर कमाल, मैं तेरा हो जाऊं, झूठी दुनिया का हूँ फिलहाल, मैं तेरा हो जाऊं ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Uche Parvat Gufa Nyari Jithe Maa Bhawan Bana Baithi

Unche, Parvat, Gupha Nyaari, Jahaan Maan, Bhavan Bana Baithi ॥

Bolo Jay Jaikare

Unche Unche Bhawanon Baithi Rup Anekon Dhare, Charan Chakari Kar Lo Bhaiya, Ho Jae Vare Nyare,
Bolo Jay Jaikare, Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa, Tumko Bulaya Hai Maa, Ye Baat Do Bata Do, Ye Bata Do Puja Main Koi, Kami To Nahi Kami To Nahi, Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Is Dharti Par Swarg Se Sundar Hai Tera Darbar

Is Dharti Par Swarg Se Sundar, Hai Tera Darbar, Hum Par Rahe Barsata Yun Hi, Sada Tumhara Pyar,
Tumhara Pyar Na Ruthe, Tera Darwar Na Chute, Maa Tumhara Pyar Na Ruthe, Meri Parivar Na Tute ॥

Ambe Charan Kamal Hain Tere

Ambe Charan Kamal Hai Tere, Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke, Nisdin Dete Phere