Tara Hai Sara Zamana, Shyam Hamko Bhi Taro (तारा है सारा जमाना, श्याम हम को भी तारो - भजन)


Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥
Ham Ne Suna Hai,
Shyaam Meera Ko Tara,
Veena Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Dropadi Ko Tara,
Sadi Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Kubja Ko Tara,
Chandan Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Ganika Ko Tara,
Tote Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Arjun Ko Tara,
Geeta Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Prahalaad Ko Tara,
Khambe Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥

Hamne Suna Hai,
Shyaam Kevat Ko Tara,
Nauka Ka Karke Bahana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।

Tara Hai Saara Jamaana,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ।
Ham Ko Bhi Taro,
Shyaam Ham Ko Bhi Taro ॥
तारा है सारा जमाना, श्याम हम को भी तारो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तारा है सारा ज़माना श्याम हम को भी तारो । हम को भी तारो श्याम हम को भी तारो ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanTripti Shakya Bhajan

Other Popular Tara Hai Sara Zamana, Shyam Hamko Bhi Taro Video

By Kumar Vishu

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥