Tera Dar Mil Gaya Mujhko Sahara Ho To Aisa Ho (तेरा दर मिल गया मुझको सहारा हो तो ऐसा हो - भजन)


Tera Dar Mil Gaya Mujhko,
Sahara Ho to Aisa Ho ॥
Doha – Mujhe Raas Aa Gaya Hai,
Tere Dar Pe Sar Jhukana,
Tujhe Mil Gaya Pujari,
Mujhe Mil Gaya Thikana.
Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Teri Yaad Ne Bana Di,
Meri Zindagi Phasana ॥

Tera Dar Mil Gaya Mujhko,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

Kisi Ko Zamaane Ki Daulat Mili Hai,
Kiski Ko Jahaan Ki Hukoomat Mili Hai,
Main Apne Mukaddar Par Kurban Jaoon,
Mujhe Apne Kanha Ki Chokhat Mili Hai,
Mujhe Apne Kanha Ki Chokhat Mili Hai,
Kyon Kaheen Jaye Kismat Aajmaane Ke Liye,
Mere Kanha Hai Teri Bigdi Banane Ke Liye,
Tera Dar Mil Gaya Mujhkon,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

Jamane Mein Nahi Dekha,
Koi Sarkar Ke Jaisa,
Hamen Ye Naaj Hai Rahabar,
Hamara Ho Aisa Ho,
Tera Dar Mil Gaya Mujhkon,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

Marun Main Teri Chokhat Par,
Mere Kanha Mere Dilbar,
Rahe Tu Rubaru Mere,
Najara Ho to Aisa Ho,
Tera Dar Mil Gaya Mujhkon,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

Meri Saanso Mein Bahati Hai,
Tere Hi Naam Ki Khushbu,
Mahak Jaye Har Ek Manjar,
Jikar Bhi Tumhara Ho,
Tera Dar Mil Gaya Mujhkon,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

Tera Dar Mil Gaya Mujhkon,
Sahara Ho to Aisa Ho,
Tere Tukdo Par Palta Hoon,
Gujaara Ho to Aisa Ho ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
तेरा दर मिल गया मुझको सहारा हो तो ऐसा हो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरा दर मिल गया मुझको, सहारा हो तो ऐसा हो, तेरे टुकड़ो पर पलता हूँ, गुजारा हो तो ऐसा हो ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..