Tere Naam Ka Diwana Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai (तेरे नाम का दीवाना, तेरे द्वार पे आ गया है: भजन)


Tere Naam Ka Deewana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai,
Jag Se Haar Karke,
Tere Paas Aa Gaya Hai,
Tere Naam Ka Diwana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai ॥
Haare Ka Hai Sahara Hai Tu,
Bigdi Banane Wala Hai Tu,
Mera Dil Tadap Tadap Kar,
Tujhko Pukarta Hai,
Tere Naam Ka Diwana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai ॥

Naiya Meri Majdhaar Padi,
Bhav Se Karo Paar Shyam Dhani,
Tu Ban Ja Mera Khivaiya,
Ye Gareeb Chahata Hai,
Tere Naam Ka Diwana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai ॥

Shyam Sundar Mere Khatu Naresh,
Har Lo Mere Ab Saare Kalesh,
Khatu Dham Tera Nirala,
Mere Man Ko Mohata Hai,
Tere Naam Ka Diwana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai ॥

Tere Naam Ka Deewana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai,
Jag Se Haar Karke,
Tere Paas Aa Gaya Hai,
Tere Naam Ka Diwana,
Tere Dwar Pe Aa Gaya Hai ॥
तेरे नाम का दीवाना, तेरे द्वार पे आ गया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे नाम का दीवाना, तेरे द्वार पे आ गया है, जग से हार करके, तेरे पास आ गया है, तेरे नाम का दिवाना, तेरे द्वार पे आ गया है ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

He Jag Trata Vishwa Vidhata

Hey Jag Trata Vishwa Vidhata, Hey Sukh Shanti Niketan He। Prem Ke Sindhu Deen Ke Bandho...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..