Teri Jai Ho Ganesh Ji (तेरी जय हो गणेश जी: भजन)


Aan Padharo Ganpat Ji Puran Kardo Sab Kaaj,
Bich Sabha Ke Baithaya Mori Pat Rakhdo Maharaj,
Ganapati Bappa Morya Mangal Murati Morya ॥
Riddhi Siddhi Ke Malak Tum Ho,
Sabke Bhagya Vidhata Tum Ho,
Pahale Hove Puja Hamesha ji,
Teri Jai Hi Jai Jai Ganesh Ji ॥

Jo Banjhan Hai Santan Wo Paye,
Teri Daya Se Laal Khilaye,
Sabki Puri Karte Hamesh ji,
Arji Puri Karte Hamesh Ji,
Teri Jai Hi Jai Jai Ganesh Ji ॥
BhaktiBharat Lyrics

Char Bhuja Mushak Ki Sawari,
Charani Lagati Hai Duniya Sari,
Jag Mein Sabse Pratham Ganesh Ji,
Teri Jai Hi Jai Jai Ganesh Ji ॥
तेरी जय हो गणेश जी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
रिद्धि सिद्धि के मालक तुम हो, सबके भाग्य विधाता तुम हो, पहले होवे पूजा हमेश जी, तेरी जय हो जय जय गणेश जी ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanesh Visarjan BhajanAnant Chaturdashi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge