Tu Akela Nahi Sanwara Sang Hai Zindagi (तू अकेला नहीं सांवरा संग है - भजन)


Zindagi Mein Bhara Ek Naya Rang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,
Jab Jab Tu Thokar Khaye Ga Aakar Mujhko Bachayega,
Achchhi Raah Pe Chalta Chal Tu Sanwara Sath Nibhayega,
Zindagi Har Kadam Ik Nai Jang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,

Mat Kar Tera Mera Bande Sath Na Kuch Bhi Jayega,
Khali Hath Aaya Tu Jag Mein Hath Pisare Jayega,
Jo Bhi Tune Kiya Jaaye Ga Sang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,

Shukal Das Jeevan Naiya Ko Anupam Khevan Van Haar Mila,
Man Madhuvan Ho Gaya Hai Jabse Shyam Piya Ka Pyar Mila,
Shyam Rang De Bin Paaras Be Rang Hai,
Ladla Bhi Ranga Shyam Ke Rang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai
तू अकेला नहीं सांवरा संग है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ज़िंदगी में भरा एक नया रंग है, तू अकेला नहीं सांवरा संग है..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye