Tu Hi Kanhaiya Tu Hi Lakhdatar Hai ( तू ही कन्हैया तू ही लखदातार है - भजन)


Tu Hi Kanhaiya Tu Hi Lakhdatar Hai,
Lakhdatar Hai Tu Lile Ka Sawar Hai,
Sanware Teri to Lila Aprampar Hai,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ।
Aaj Lage Duniya Deewani Tere Naam Ki,
Gali Gali Charcha Hai Khatu Wale Shyam Ki,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ॥Soorat Pe Teri Tan Man Vaara Hai,
Naino Ke Raste Dil Mein Utaara Hai,
Tu Hi Bada Seth Baba Tu Hi Saahukar Hai,
Looto Jise Lootna Hai Khula Bhandar Hai,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ॥

Phagan Mahine Nyare Khatu Ke Nazare Hai,
Goonje Aasmaan Pe Shyam Jaikare Hai,
Jo Bhi Phariyadi Aake Karta Pukar Hai,
Khali Nahin Jaata Vo to Tera Etbaar Hai,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ॥

Bhar Bhar ‘anjali’ Saugaten Bhare Rakhta,
Vo Tar Jaye Jise Prem Se Tu Takta,
Tere Darbar Har ‘dua’ Sweekar Hai,
Tar Gaya Dekho ‘saral’ Jaisa Gunahgar Hai,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ॥

Tu Hi Kanhaiya Tu Hi Lakhdatar Hai,
Lakhdatar Hai Tu Lile Ka Sawar Hai,
Sanware Teri to Lila Aprampar Hai,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ।
Aaj Lage Duniya Deewani Tere Naam Ki,
Gali Gali Charcha Hai Khatu Wale Shyam Ki,
Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
तू ही कन्हैया तू ही लखदातार है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तू ही कन्हैया तू ही लखदातार है, लखदातार है तू लीले का सवार है, सांवरे तेरी तो लीला अपरम्पार है, मोहना तू ही लखदातार है ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...