Tujh Pe Dil Main Haari (तुझपे दिल मैं हारी - भजन)


Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke Bihari ॥
Banke, Bihari Mere, Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...
Aai, Hoon Jabse, Mathura Nagariya ॥
Bhooli, Duniyaan Saari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Ek, Jhalak Teri, Dekhi Hai Jab Se ॥
Bhooli, Sudh Budh Saari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Mor, Mukut Tere, Sir Pe Sohe ॥
Surat, Laage Pyaari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Bin, Dekhe Tumhen, Chain Na Aave ॥
Laagi, Lagan Tumhari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Gali, Gali Mein, Badnaam Ho Gai ॥
Karake, Tum Sang, Yaari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Ye Dil, Tujhpe, Kurbaan Kanhiya ॥
Main to, Ho Gai, Tumhari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...

Jab, Se Teri, Lagan Lagi Hai ॥
Hans Rahi, Duniyaan, Saari, Mere Banke Bihari ।
Tujhpe, Dil Main, Hari, Mere Banke...
तुझपे दिल मैं हारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुझपे, दिल मैं, हारी, मेरे बाँके बिहारी ॥ बाँके, बिहारी मेरे, बाँके बिहारी ॥ तुझपे, दिल मैं, हारी, मेरे बाँके...
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।