Tulsa Kar Aai Chaaron Dham (तुलसा कर आई चारों धाम)


Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।
Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo,
Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo,
Haridwar Mein Payo, Vaane Haridwar Mein Payo,
Wahan Krishn Karen Snan,
Tulsa Na Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Doojo Vishram Vaane Govardhan Mein Payo,
Doojo Vishram Vaane Govardhan Mein Payo,
Govardhan Mein Payo, Vaane Govardhan Mein Payo
Wahan Par Krishn Girvar Uthayen,
Tulsa Na Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Teejo Vishraam Vaane Bansivat Par Payo,
Teejo Vishraam Vaane Bansivat Par Payo,
Bansivat Par Payo, Vaane Bansivat Par Payo,
Wahan Krishn Bansi Bajaye,
Tulsa Na Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Chautha Vishram Vaane Madhuban Mein Payo,
Chautha Vishram Vaane Madhuban Mein Payo,
Madhuban Mein Payo, Vaane Madhuban Mein Payo,
Wahan Krishn Raas Rachaye,
Tulsa Na Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Poora Vishram Vaane Vrindavan Mein Lino,
Poora Vishram Vaane Vrindavan Mein Lino,
Vaane Vrindavan Mein Lino, Vrindavan Mein Lino,
Wahan Mil Gaye Shaligram,
Tulsa Wahan Legi Vishram ।
Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।

Tulsa Kar Aai Charon Dham,
Jane Kahan Legi Vishram ।
तुलसा कर आई चारों धाम - हिन्दी में पढ़ें
तुलसा कर आई चारों धाम, जाने कहां लेगी विश्राम । पहला विश्राम वाने हरिद्वार में पायो..
Bhajan Shri Radha Krishna BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanEkadasi BhajanTulasi Vivah Bhajan

Other Popular Tulsa Kar Aai Chaaron Dham Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥