Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan (तुम आशा विश्वास हमारे, रामा - भजन)


Naam Na Jane, Dham Na Jane
Jane Na Seva Pooja
Jane Bas Itna Ajan Hum
Ek Bina Nahin Dooja
Tum Asha Vishwas Hamare
Tum Dharti Akash Hamare,
Tum Dharti Akash Hamare, Rama

Taat Maat Tum, Bandhu Bhrat Ho
Diwas Ratri, Sandhya Prabhat Ho
Deepak Surya Chandra Tarak Mein, Rama
Tum Hi Jyoti Prakash Hamare, Rama
॥ Tum Asha Vishwas Hamare… ॥

Saanson Mein Tum Aate Jate
Ek Tum Hi Se Hain Sab Nate
Jeevan Van Ke Har Patjhar Mein, Rama
Ek Tum Hi Madhumas Hamare, Rama
॥ Tum Asha Vishwas Hamare… ॥

Tum Hi Sab Mein Hain Tum Mein Sab
Tum H Bhav Ho, Ho Tum Hi Rab
Ashru Hamari Aankhon Mein Tum, Rama
Tum Hothon Par Haas Hamare, Rama
॥ Tum Asha Vishwas Hamare… ॥

Tum Asha Vishwas Hamare
Tum Dharti Akash Hamare,
Tum Dharti Akash Hamare, Rama
तुम आशा विश्वास हमारे, रामा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाम ना जाने, धाम ना जाने, जाने ना सेवा पूजा, तुम आशा विश्वास हमारे...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanLata BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan Video

By Jaya Vidyasagar

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..