Tumhi Ho Kanhaiya Haare Ke Sahare (तुम्ही हो कन्हैया यहाँ हारे के सहारे - भजन)


Kahtu Mein Aaya Main To Tumhare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Khatu Mein Aaya
Doob Rahi Hai Naiya Kinare
Phase Hain Bhawar Mein Tere
Patvaar Meri Tooti Hai Pyare
Aas Main Baitha Tere Sahare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Kahtu Mein Aaya Main To Tumhare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Khatu Mein Aaya

Kathputli Hoon Teri Kanhaiya
Nachu Main Jaisi Teri Marzi Kanhaiya
Prano Ke Ho Tum Mere Khivaiya
Arzi Jo Bheji Naam Tumhare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Kahtu Mein Aaya Main To Tumhare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Khatu Mein Aaya
BHAKTI BHARAT LYRICS

Chhaliya Ho Tum Maine Hai Jana
Preet Ko Teri Saare Jag Ne Hai Mana
Kaam Hai Tera Paar Lagaana
Chaman Hai Ab To Tumko Pukare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Kahtu Mein Aaya Main To Tumhare
Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare
Khatu Mein Aaya

Singer: Himanshu Mantri
तुम्ही हो कन्हैया यहाँ हारे के सहारे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
खाटू में आया मैं तो तुम्हारे, तुम्ही हो कन्हैया यहाँ हारे के सहारे, खाटू में आया
Bhajan Shyamdhani BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanFalgun Mela BhajanHimanshu Mantri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari