Vinti Sun Lo Mere Ganraj (विनती सुनलो मेरे गणराज: भजन)


Vinti Sun Lo Mere Ganraj Aaj Bhakti Ka Phal Dijiye,
Pahale Tumko Manata Hun Mein Deva Kirtan Saphal Kijiye ॥
Hai Gaurinandan Hai Ganraya Pratham Pujya Hone Ka Vardan Paya,
Bhagaton Ke Sang Milkar Aapko Manau,
Charanon Mein Tere Deva Hajari Lagaun,
Laaj Rakhana Hamari Prabhu Kaaj Mere Saphal Kijiye,
Pahale Tumko Manata Hun Mein Deva Kirtan Saphal Kijiye ॥

Mangal Murti Banke Mangal Karte Chintaman Banke Chintaye Harate,
Jahan Vighnaharta Ho Tum Vighna Nahi Aate,
Siddhi Vinayak Ho Tum Siddhi Lutate,
Tere darshan Subhah Shaam Ho Jindagi Mein Vo Phal Dijiye,
Pahale Tumko Manata Hun Mein Deva Kirtan Saphal Kijiye ॥
BhaktiBharat Lyrics

Vinti Sun Lo Mere Ganraj Aaj Bhakti Ka Phal Dijiye,
Pahale Tumko Manata Hun Mein Deva Kirtan Saphal Kijiye ॥
विनती सुनलो मेरे गणराज: भजन - हिन्दी में पढ़ें
विनती सुनलो मेरे गणराज आज भक्ति क़ा फल दीजिये, पहले तुमको मनाता हूँ मै देवा कीर्तन सफल कीजिए ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye