Vrindavan Kesi Nagariya Re (वृन्दावन कैसी नगरिया रे: कृष्ण भजन)


Vrindavan Kesi Nagariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re,
Sab Bhagto Ki Suda Leta Hai Shyam Sawariya Re,
Sudh Leta Mera Sawariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re,
Vrindavan Kesi Nagariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re ॥
Vrindavan Jo Bhi Aata Hai Apna Bhagya Jagata Hai,
Shyam Ke Darshan Karke Vo To Jivan Saphal Banata Hai,
Hoti Usape Najariya Re Suda Leta Mera Sawariya,
Vrindavan Kesi Nagariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re ॥

Uska Dil Diwana Ho Jata Brij Galiyon Mein Jata Hai,
Naam Ki Masti Chadh Jati Hai Vo Masthana Ho Jata Hai,
Khuli Maan Ki Kavadiya Re Suda Leta Mera Sawariya Re,
Vrindavan Kesi Nagariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dil Ki Baji Laga Bethi Hai Sunila Dar Pe Aa Bethi Hai,
Bhul Ke Jhuthi IIs Duniya Ko Shyam Ko Maan Mein Basa Bethi Hai,
Tere Dar Pe Umariya Re Suda Leta Mera Sawariya Re,
Vrindavan Kesi Nagariya Re Vrindavan Prem Nagariya Re ॥
वृन्दावन कैसी नगरिया रे: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
वृन्दावन कैसी नगरिया रे वृन्दावन प्रेम नगरिया रे, सब भगतो की सूद लेता है श्याम सांवरिया रे, सूद लेता मेरा सवारिय रे  वृन्दावन प्रेम नगरिया रे, वृन्दावन कैसी नगरिया रे वृन्दावन प्रेम नगरिया रे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥