Wo Mahakal Sarkar Hai (वो महाकाल सरकार है - भजन)


Teen Lok Ke Swami Hai Woh Sarv Jagat Aadhar Hai
Devo Mein Woh Hai Dev Bade Woh Sabke Palan Haar Hai
Avantika Nagari Jo Baithe Karke Bhasm Shringar Hai…..
Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।
Kshipra Ke Tat Baithe Woh Devo Mein Dev Nirale
Kal Kapaal Bhi Compe Aise Mahakal Matwale
Jinki Chhanyya Mein Palta Hai Yeh Sara Sansar Hai
Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।
Bhaktibharat Lyrics

Ujjayini Ke Raja Woh Kan Kan Mein Unka Vas
Bhasm Ramakar Baithe Puri Karte Sabki Aas
Chain Mile Baichain Ko Aisa Unka Darbar Hai
Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।
वो महाकाल सरकार है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तीन लोक के स्वामी है वो सर्व जगत आधार है, देवो में वो है देव बड़े वो सबके पालन हार है, अवंतिका नगरी जो बैठे करके भस्म श्रृंगार है….. महाकाल सरकार है वो महाकाल सरकार है।
Bhajan Bhole BhajanMahakal BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Wo Mahakal Sarkar Hai

Teen Lok Ke Swami Hai Woh Sarv Jagat Aadhar Hai, Devo Mein Woh Hai Dev Bade Woh Sabke Palan Haar Hai, Avantika Nagari Jo Baithe Karke Bhasm Shringar Hai…..Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo

Aao Gajanand Pyara, Bega Padharo Ganpati Ji, Dundala, Sundala, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana

Aaye Hai Ganesh Bappa, Aaj More Angana, Aaj More Angana, Ji Aaye More Angana, Aaye Hain Ganesh Bappa, Aaj More Angana ॥