Ye Baba Bahut Bada Hai (ये बाबा बहुत बड़ा हैं: भजन)


Har Bhakton Ke Dil Se Nikle,
Ek Yahi Awaz,
Ye Baba Bahut Bada Hai,
Ye Baba Bahut Bada Hain ॥
Baba Ki Shakti Ne Dekhon,
Kaisa Khel Rachaya,
Baba Ki Masti Ne Har Ek,
Dil Ko Deewana Banaya,
Brahma Ke Vedon Se Niklen,
Ek Yahi Awaz,
Ye Baba Bahut Bada Hain,
Ye Baba Bahut Bada Hain ॥

Ye Sarkar Agar Chahe to,
Kuch Bhi Karke Dikha De,
Utha Sadak Se Ek Bhikhari,
Raja Use Bana De,
Narad Ki Veena Se Nikle,
Ek Yahi Awaz,
Ye Baba Bahut Bada Hain,
Ye Baba Bahut Bada Hain ॥

Insa Chaahe Kuchh Bhi Karle,
Inase Chhupa Nahin Hai,
‘Banwari’ Gar Ye Na Chahe,
Kuchh Bhi Hua Nahin Hai,
Shankar Ke Damroo Se Nikle,
Ek Yahi Awaz,
Ye Baba Bahut Bada Hain,
Ye Baba Bahut Bada Hain ॥

Har Bhakton Ke Dil Se Nikle,
Ek Yahi Awaz,
Ye Baba Bahut Bada Hai,
Ye Baba Bahut Bada Hain ॥
ये बाबा बहुत बड़ा हैं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर भक्तों के दिल से निकले, एक यही आवाज़, ये बाबा बहुत बड़ा है, ये बाबा बहुत बड़ा हैं ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye