Yeh to Pehne Hai Sarpo Ki Mala Mera Shankar Bada Bhola (यह तो पहने हैं सर्पों की माला, मेरा शंकर बड़ा भोला - भजन)


Yah to Pahne Hain Sarpon Ki Mala, Mera Shankar Bada Bhola Bhala।
Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।
Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।

Damru Dam Dam Bajaata Hai Bhang Dhatura Khata Hai।
Jab Wah Krodh Mein Aata Hai Tandav Nach Dikhata Hai।
Saare Jag Ka Hai Vo Rakhwala,Mera Shankar Bada Bhola Bhala।

Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।
Parvati Ka Pyara Hai Unki Aankhon Ka Tara Hai।
Bail Sawari Karta Hai Bhakton Ke Dukh Harta Hai।
Unki Kripa Se Chhaya Ujiyara, Mera Shankar Bada Bhola

Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।
Yah to Pahne Hain Sarpon Ki Mala, Mera Shankar Bada Bhola Bhala।

Bhakt Bhi Saare Aaye Hain Aakar Sheesh Jhukaye Hain ।
Aasha Puri Ho Jaye Ek Najar Jo Ho Jaye।
Chhod Amrit Piya Vish Ka Pyala, Mera Shankar Bada Bhola Bhala।

Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।
Yah to Pahne Hain Sarpon Ki Mala, Mera Shankar Bada Bhola Bhala।
यह तो पहने हैं सर्पों की माला, मेरा शंकर बड़ा भोला - भजन - हिन्दी में पढ़ें
यह तो पहने हैं सर्पों की माला, मेरा शंकर बड़ा भोला भाला। बम भोला बम भोला बम भोला, बम भोला बम भोला बम भोला।
Bhajan Shankar BhajanBhole BhajanMahakal BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye