Yo Baba Lakhdatari Re (यो बाबा लखदातारी रे: भजन)


Ye Baba Lakhdatari Re,
Khatu Wale Shyam Ghani ko,
Mahima Nyari Re ॥
Haare Ka Yo Bane Sahaara,
Lile Ka Asawaar,
Morachhadi Ke Ek Jhade Te,
Ho Ja Beda Paar,
Re Ho Ja Door Bimari Re,
Khatu Wale Shyam Ghani ko,
Mahima Nyari Re ॥

Koi Aave Pet Palaniya,
Koi Koi Paidal Aata,
Ringas Se Leke Nishaan,
Baba Ka Darshan Pata,
Ye Jaane Duniya Sari Re,
Khatu Wale Shyam Ghani ko,
Mahima Nyari Re ॥

‘Aarati Sharma’
Teri Ladali,
Tera Hi Gun Gave,
Tanne Rijhavan Khaatir Baba,
Naye Naye Bhajan Banave,
Bhakt Pe Krpa Thaari Re,
Khatu Wale Shyam Ghani ko,
Mahima Nyari Re ॥

Ye Baba Lakhdatari Re,
Khatu Wale Shyam Ghani ko,
Mahima Nyari Re ॥
यो बाबा लखदातारी रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
यो बाबा लखदातारी रे खाटू वाले श्याम धणी की, महिमा न्यारी रे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Sawan Ki Barse Badariya Maa Ki Bhingi Chunariya

Savan Ki Barse Badariya, Maa Ki Bheegi Chunariya

Aaya Hariyali Teej Ka Tyohar Mahina Sawan Ka

Aaya Hariyali Tiz Ka Tyohar, Mahina Sawan Ka, Bandh Ghunguru Nache Bihar, Mahina Sawan Ka,
Aaya Hariyali Tiz Ka Tyohar, Mahina Sawan Ka ॥

Radhe Jhulan Padharo Jhuk Aaye Badra

Radhe Jhulan Padharo Jhuki Aaye Badra, Jhuk Aaye Badra Jhuki Aaye Badra, Saajo Sakal Shrringar Naina Saro Kajra...

Kanhaiya Har Ghadi Mujhko Tumhari Yaad Aati Hai

Kanhaiya Har Ghadi Mujhko, Tumhari Yaad Aati Hai, Mujhe Mohan Rulati Hai, Tumhari Yaad Aati Hai, Mujhe Mohan Rulati Hai, Tumhari Yaad Aati Hai ॥