Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aao Sab Mahima Gaaye Milke Hanuman Ki (आओ सब महिमा गाये, मिल के हनुमान की: भजन)


Aao Sab Mahima Gaaye Milke Hanuman Ki
Aao Sab Mahima Gaye,
Mil Ke Hanuman Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki ॥
Ram Naam Ka Bada Byapari,
Setho Ka Hai Seth,
Setho Ka Hai Seth,
Jab Chahe Ye Moj Bana De,
Kastho Ko De Met,
Kastho Ko De Met,
Karata Na Let Inpe,
Kirpa Hai Ram Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki ॥

Atho Pahar Chobiso Ghante,
Ram Naam Gun Gata,
Ram Naam Gun Gata,
Sare Kaam Kare Asan Hai,
Ram Se Sidha Nata,
Ram Se Sidha Nata,
Hraday Main Ram Samaye,
Sang Mata Janaki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki ॥

Inaki Meher Ka Kise Pata Hai,
Kab Kis Par Ho Jaye,
Kab Kis Par Ho Jaye,
Isi Aas Vishvaas Pe Duniya,
Tere Dar Pe Aae,
Tere Dar Pe Aae,
Baba Ne Badale Kismat,
Dekho ‘Balaram’ Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki ॥

Aao Sab Mahima Gaye,
Mil Ke Hanuman Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki,
Duniya Deewani Hoi Gae,
Salasar Dham Ki ॥

आओ सब महिमा गाये, मिल के हनुमान की: भजन हिन्दी में पढ़ें

आओ सब महिमा गाये, मिल के हनुमान की, दुनिया दीवानी हो गई, सालासर धाम की, दुनिया दिवानी हो गई, सालासर धाम की ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP