Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ae Ri Main To Prem Diwani (मीरा बाई भजन: ऐ री मैं तो प्रेम दिवानी)


Ae Ri Main To Prem Diwani
Ai Ri Main to Prem-deewani,
Mero Dard Na Jaane Koy ।
Ai Ri Main to Prem-deewani,
Mero Dard Na Jaane Koy ।
Ai Ri Main to Prem-deewani,
Mero Dard Na Jaane Koy ।

Ghayal Ki Gati Ghayal Jaane,
Jo Koi Ghayal Hoy ।
Jauhari Ki Gati Jauhari Jaane,
Ki Jin Jauhar Hoy ॥

Suli Upar Sej Hamari,
Sovan Kis Bidh Hoy ।
Gagan Mandal Par Sej Piya Ki,
Kis Bidh Milna Hoy ॥

Dard Ki Mari Ban-ban Dolun,
Vaidya Milya Nahin Koy ।
Meera Ki Prabhu Peer Mitegi,
Jad Vaidy Sanvariya Hoy ॥

Ai Ri Main to Prem-deewani,
Mero Dard Na Jaane Koy ।
Ai Ri Main to Prem-deewani,
Mero Dard Na Jaane Koy ।

--- Extra Lines ---
Na Main Janu Aarti Vandan,
Na Puja Ki Rit ।
Lie Ri Maine Do Naino Ke,
Deepak Lie Sanjoye ॥

मीरा बाई भजन: ऐ री मैं तो प्रेम दिवानी हिन्दी में पढ़ें

ऐ री मैं तो प्रेम-दिवानी, मेरो दर्द न जाणै कोय । दर्द की मारी बन-बन डोलूं, बैद मिल्यो नही कोई ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanMeera BhajanMeera Bai BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP