Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aiso Chatak Matak So Thakur (ऐसो चटक मटक सो ठाकुर - भजन)


Aiso Chatak Matak So Thakur
Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay
Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay
Teeno Lokan Hoon Mein Nay
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Tin Thaur Te Tedho Dikhe
Nat Kisi Chalgat Yah Sikhe
Tede Nain Chalawe Tikhe
Sab Devan Ko Dev, Sab Devan Ko Dev
Tau Ye Braj Mein Ghere Gaay

Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Brahma Moh Kiyo Pachhatayo
Darshan Ko Shiv Braj Mein Ayo
Man Indr Ko Door Bhagayo
Aiso Vaibhav Varo, Aiso Vaibhav Varo
Tau Ye Braj Mein Gari Khae

Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Bade Bade Asooran Ko Maryo
Nag Kaliya Pakad Pachhado
Sat Dina Tak Girivar Dharayo
Aiso Bali Tau, Aiso Bali Tau
Khelat Mein Gwalan Pe Pit Jaay

Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Roop Chhabilo Hai Braj Sundar
Bina Bulae Dole Ghar Ghar
Premi Braj Gopin Ko Chakar
Aiso Prem Badhyo, Aiso Prem Badhyo
Makhan Ki Chori Karave Jae

Aiso Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Aiso Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Teeno Lokan Hoon Mein Nay
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Ho Sakhi, Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay
Aiso Chatak Matak so Thakur
Teeno Lokan Hoon Mein Nay

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

ऐसो चटक मटक सो ठाकुर - भजन हिन्दी में पढ़ें

ऐसो चटक मटक सो ठाकुर, तीनों लोकन हूँ में नाय, तीन ठौर ते टेढ़ो दिखे, नट किसी चलगत यह सीखे..
 
 
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Kunj Bihari BhajanLaddu Gopal BhajanHoli BhajanPhulera Dooj BhajanHemlata Shastri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai, Jeetunga Ek Din, Mera Dil Ye Kahata Hai, Mere Manjhi Ban Jao, Meri Naav Chala Jao..

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥

Chunari Sitaro Wali Ye Kamaal Kar Gayi

Chunari Sitaron Wali Ye, Kamaal Kar Gayi, Bhakton Ko Maan Ki Chunari Ye, Nihaal Kar Gayi ॥

Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho

Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP