Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari (अवध बिहारी हो, हम आए शरण तिहारी: भजन)


Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari
Avadh Bihari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari,
Giravar Dhari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari ॥
Mahapataki Raha Ajaamil,
Use Mila Suradham,
Narayan Aa Gaye Liya Jab,
Putr Ka Apane Naam,
Sankat Hari Ho,
Aya Sharan Tihari,
Avadh Bihari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Jab Jal Mein Gajaraj Grah Mein,
Yuddh Hua Ghanaghor,
Haar Gaya Gaj To Bola,
Daudo Nand kKishor,
Sudarshan Dhari Ho,
Aya Sharan Tihari,
Avadh Bihari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hiranakush Prahalad Ko Jab,
Bandha Khambe Ke Saath,
Tab Bola Prahalad Kahan Ho,
Aao Dinaanath,
Sharan Hitakari Ho,
Aya Sharan Tihari,
Avadh Bihari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Avadh Bihari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari,
Giravar Dhari Ho,
Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

अवध बिहारी हो, हम आए शरण तिहारी: भजन हिन्दी में पढ़ें

अवध बिहारी हो, हम आए शरण तिहारी, गिरवर धारी हो, हम आए शरण तिहारी ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Dunia Chale Na Shriram Ke Bina

Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina, Ram Ji Chale Na Hanuman Ke Bina ।

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ki Nahi

Wo Namaste Dua Aur, Salam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Mhari Vinti Suno The Hanuman

Mhari Bhakti Suno The Hanuman, Dharun Mein Tharo Dhyan, Bega Sa Aao Balaaji, Bega Sa Aao Balaaji, Bhagtan Ki SunoJyo Balaaji ॥

Hey Ram Bhakt Hanuman Ji Mujhe Aisi Bhakti Do

Hey Ram Bhakta Hanuman Ji, Mujhe Asi Bhakti Do, Charanon Ko Sewa Kar Sakun, Prabhu Asi Shakti Do, Hey Ram Bhakta Hanuman Ji ॥

Balaji Tumhare Charno Mein Main Tumhe Rjhane Aaya Hun

Balaji Tumhare Charanon Main, Main Tumhai Rijhane Aaya Hun ॥

Ramchandra Keh Gaye Siya Se

Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Hey Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Aisa Kalyug Aayega, Hans Chugega Dana Dunka...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP