Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Balaji Mhara Kasht Niwaro Ji (बालाजी म्हारा कष्ट निवारो जी: भजन)


Balaji Mhara Kasht Niwaro Ji
Balaji Mhara Kastha Niwaro Ji,
Dukhada Ka Maraya Haan,
Mahne Aan Ubaro Ji ॥
Balaji Prabhu Ram Ji Ka Pyaara Ji,
Mhari Vinati Sun Lijo,
Baba Thaane Pukara Ji ॥

Lanka Mein Jakar Aag Lagai Ji,
Sagar Mein Jakar Ke,
Baba Punchh Bujhai Ji ॥

Thaane Ramanaam Ki Dhun Achchhi Lage Ji,
Sute Kismat Baba,
Thaare Naam Se Jage Ji ॥

Dukhada Mein Babo Dodyo Hi Aave Ji,
Ham Sab Par Mehar Karo,
Thaari Mahima Gava Ji ॥

Balaji Mhara Kastha Niwaro Ji,
Dukhada Ka Maraya Haan,
Mahne Aan Ubaro Ji ॥

बालाजी म्हारा कष्ट निवारो जी: भजन हिन्दी में पढ़ें

बालाजी म्हारा कष्ट निवारो जी, दुखड़ा का मारया हाँ, म्हणे आन उबारो जी ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ghabrana Nahi Pyare Ek Sahara Shyam Ka

Mushkil Din Bhi Aayenge, Tu Dheeraj Mat Khona, Apnon Ko Jab Chhoooge, Ban Jayega Mati Sona।

Diwali ka Tayohar Hai

Diwali Ka Tayohar Hai, Jhoom Utha Sansar Hai, Khush Sabhi Parivar Hain, Avadhapuri Mein Jakar Dekho, Deepon Ki Katar Hai.....

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai, Nacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai, Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Aayi Gaye Raghunandan Sajwa Do Dwar Dwar

Aa Hi Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar,
Swarn Kalash Rakhvado, Bandhvadon Bandhan Vaar…

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP