Shri Hanuman Bhajan

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye (भेजा है बुलावा, तूने शेरा वालिए: भजन)


Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye
Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,
Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga
Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,

Sheravaliye Ni, Mata Jyota Valie
Ni Sachchiyan Jyota Valie, Lata Valie

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,

Tere Hi Dar Ke Hain Hum to Bhikhari,
Jaen Kahan Yah Dar Chhod Ke, Han Chhodke ।
Tere Hi Sang Bandhi Bhakton Ne Dori,
Sare Jahan Se Nata Tod Ke, Han Todke ॥

Sheravaliye Ni Mata Jyota Valie
Bhawna Valie Ni Mata Lata Valie

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,

Phoolon Mein Teri Hi Khushbu Hai Maiya,
Chanda Mein Teri Hi Chandani, Han Chandani ।
Tere Hi Noor Se Hai Naino Ki Jyotiyan,
Suraj Mein Teri Hi Raushni, Han Raushni ॥

Sheravaliye Ni, Mata Jyota Valie
Ni Sachchiyan Jyota Valie, Lata Valie

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,
Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie
O Maiya Tere Darbar,

Sheravaliye Ni, Mata Jyota Valie
Ni Sachchiyan Jyota Valie, Lata Valie

भेजा है बुलावा, तूने शेरा वालिए: भजन हिन्दी में पढ़ें

भेजा है बुलावा, तूने शेरा वालिए, ओ मैया तेरे दरबार, में हाँ तेरे दीदार, कि मैं आऊंगा, कभी न फिर जाऊँगा...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥

Maa Tu Hai Anmol

Maan Tu Hai Anmol, Jo Jaane Mere Bol, Maan Tera Na Koi Mol, Tu to Prem Ki Murat Hai, Maan Tu Prem Ki Murat Hai ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP