Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Dholak Chhaina Vaaje Gajanan Nache (ढोलक छेना बाजे गजानन नाचे - भजन)


Dholak Chhaina Vaaje Gajanan Nache
Dholak Chhaina Vaaje Gajanan Nache
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache ।
Dheere Dheere, Naacho Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Bhole, Ko Bulaayo, Gaura, Ko Bulaayo ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

Vishnu Ko Bulaayo, Lakshmee Ko Bulao ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

Brahma, Ko Bulao, Brahmaanee, Ko Bulaayo ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

Ram, Ko Bulayo, Sita, Ko Bulayo ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

Shyaam, Ko Bulaayo, Raadha, Ko Bulayo ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

Paunahari, Ko Bulayo, Bharathari, Ko Bulayo ॥
Sang Mein, Nachao Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache...

ढोलक छेना बाजे गजानन नाचे - भजन हिन्दी में पढ़ें

ढोलक छैना वाजे गजानन नाचे ढोलक, छैना वाजे, गजानन नाचे । धीरे धीरे, नाचो रे गणेश, दुनियाँ देख रही ॥
Read Also

Bhajan Shri Vinayak BhajanGanpati BhajanVighneswaray BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Shri Ganesh BhajanGanpati Bappa BhajanBudhwar Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir। Dropdi Ki Laj Rakhi, Tum Ba.Dhayo Chir...

Ud Gayi Re Nindiya Meri Bansi Shyam Ne Bajai Re

Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re, Kho Gaya Chen Mera, Saari Raat So Na Pai, Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP