Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ganpati Deva Mere Ganpati Deva (गणपति देवा मेरे गणपति देवा: भजन)


Ganpati Deva Mere Ganpati Deva
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva,
Maata Teri Parvati,
Maata Teri Parvati,
Pita Mahadeva,
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva ॥
Vighn Haran Deva Tu Kahalata,
Siddh Karaj Honwe Usake,
Pratham Jo Bhi Dhyata,
Charanon Mein Aaye Ham Karane Teri Sewa,
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva ॥

Devon Mein Dev Prabhu Tu Hai Nirala,
Shiv Ka Dulara Tu Hai Gaura Ji Ka Laala,
Bhog Hai Priy Tumhen,
Modak Mewa,
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva ॥

Riddhi Siddhi Sang Mere Ghar Mein Padharo,
Charanon Ki Dasi ’Bhasha’ Kaaj Sanwaro,
Har Din Har Pal Bappa Karen Teri Sewa,
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva ॥

गणपति देवा मेरे गणपति देवा: भजन हिन्दी में पढ़ें

गणपति देवा मेरे गणपति देवा, माता तेरी पार्वती, माता तेरी पार्वती, पिता महादेवा, गणपति देवा मेरे गणपति देवा ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Ayodhya Wasi Ram

Ayodhyawasi Ram, Dasharath Nandan Ram, Janaki Jeevan Ram

Ram Bhajan - Jag Gayi, Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Ram Ji Ka Aagman Ayodhya Saari Saj Gayi, Jag Gayi Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Kanha Teri Kabse Baat Niharun

Kanha Teri Kabse, Baat Niharun, Baat Niharu Tujhe, Pal Pal Pukarun ॥ Bandh Li Kanha Tose

Ram Raj Fir Se Aayil Ba

Ram Mandir Mein Ayile,Ram Raaj Ab Phir Se Aail Ba, Kab Se Lagal Aas Purail, Sab Jan Ke Manava Harasail

Rakh Laaj Meri Ganpati

Rakh Laaj Meri Ganpati, Apni Sharan Mein Lijiye । Kar Aaj Mangal Ganpati, Apni Kripa Ab Kijiye..

Meri Puja Ko Safal Banao

Meri Puja Ko Safal Banao, Tum Banao, Ganraj Gajanan Aao, Ganraj Gajanan Aao ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP