Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena (हे नाथ दया करके, मेरी बिगड़ी बना देना - भजन)


Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena
Hey Nath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena,
Ab Tak Jo Nibhaya Hai,
Age Bhi Nibha Dena,
Age Bhi Nibha Dena,
Hey Nath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena ॥
Lachar Hun Mein Bhole,
Is Maan Se Hara Hun,
Biswas Yahi Hai Mujhe,
Main Tera Pyara Hun,
Kabhi Tute Na Ye Rista,
Ye Dhyan Sada Rakhna,
Hai Naath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena,
Meri Bigdi Bana Dena ॥

Jap Tap Na Janu Mein,
Na Puja Path Tera,
Bas Teri Daya Par Bhi,
Chalta Hai Gujar Mera,
Ye Daya Prabhu Meri,
Hardam Rakhte Rehna,
Hai Naath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena,
Meri Bigdi Bana Dena ॥

Main Tere Pyar Ki,
Chaya Mein Rahun Rardam,
Kabhi Aakar Ghere Na,
Duniya Ka Koi Bhi Gam,
Tere Naam Ki Masti Ka,
Baba Jam Pila Dena,
Hai Naath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena,
Meri Bigdi Bana Dena ॥

Main Naath Tumhai Kahana,
Tum Sarbaswa Mere,
‘Saanvar’ Bas Tera Hai,
Gunagaan Kare Tere,
Mujhe Anta Samay Mein Tu,
Teri God Bitha Lena,
Hai Naath Daya Karke,
Meri Bigdi Bana Dena,
Meri Bigdi Bana Dena ॥

हे नाथ दया करके, मेरी बिगड़ी बना देना - भजन हिन्दी में पढ़ें

हे नाथ दया करके, मेरी बिगड़ी बना देना, अब तक जो निभाया है, आगे भी निभा देना, आगे भी निभा देना, हें नाथ दया करके, मेरी बिगड़ी बना देना ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP