Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne (हो हो बालाजी मेरा संकट काटो ने - भजन)


Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥
Tere Bhawan Pa Agi Baba,
Daya Karo Na Mere Pa,
Tere Charanan Mein Shish Navaun,
Dhajja Chadhaun Tere Pa,
Dur Dur Tan Dukhiya Avan,
Menhadipur Dere Pa,
Tere Charanan Mein an Padi,
Mera Sata Sato Na ।

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥

Sasu Ji Bhi Nyun Boli Tun,
Bilkul Banjh Lugai Sa,
Apne Pihar Chali Ja,
Adah Ke Teri Asnai Sa,
Chhota Devar Nyun Bola Ya,
Chhaliya Ghani Lugai Sa,
Ghar Tan Beghar Karan Lag Rahe,
Dukh Ne Kato Na ।

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥

Tere Bhawan Pa Agi Baba,
God Bhara Ka Jaungi,
Meri Kamna Puri Karade,
Pher Bhawan Pa Aungi,
Yo Ahasan Mere Pa Karde,
Duniya Mein Gun Gaungi,
Tane Sun Sun Roop Bigad Gaya,
Rang Ne Chhato Na ।

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥

Kah Murari Tere Bhawan Ka,
Duniya Ke Mahan Baira Sa,
Dukh Chinta Mein Sharir Pada,
Yo Charon or Andhera Sa,
Aur Julm Mai Sahan Na Sakti,
Itna Kasht Bhatera Sa,
Jai Koye Khat Hoi Mere Tan,
Besak Nato Na ।

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne,
Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya,
Mere Dil Ne Dato Na,
Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Na ॥

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति

◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में हनुमान चालीसा, बजरंग बाण और संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।

हो हो बालाजी मेरा संकट काटो ने - भजन हिन्दी में पढ़ें

हो हो बालाजी मेरा संकट काटो ने, हो इधर उधर न डोल रहया, मेरे दिल ने डाटो न..
Read Also

Bhajan Shri Hanuman BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanNarender Kaushik Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP