Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jai Jai Deva Jai Ganpati Deva (जय जय देवा जय गणपति देवा: भजन)


Jai Jai Deva Jai Ganpati Deva
Jai Jai Deva Jai Ganpati Deva,
Mata Hai Gauri Pita Mahadeva,
Mushak Aapki Sawari Hai Deva,
Mata Hai Gauri Pita Mahadeva,
Jai Jai Deva ॥
Ek Danta Dayabanta Char Bhujadhari,
Ladduvan Ka Bhog lage Muse Ki sawari,
Bhog Lagata Modak Aur Mewa,
Mata Hai Gauri Pita Mahadeva,
Jai Jai Deva ॥
BhaktiBharat Lyrics

Sabse Pahale Hota Hai aapka Pujan,
Ganapati Bappa Pukare Sare Bhaktjan,
Rushi Muni Sant Bhat Kare Sewa,
Mata Hai Gauri Pita Mahadeva,
Jai Jai Deva ॥

जय जय देवा जय गणपति देवा: भजन हिन्दी में पढ़ें

जय जय देवा जय गणपति देवा, माता है गौरी पिता महादेवा, मूषक आपकी सवारी है देवा, माता है गौरी, पिता महादेवा, जय जय देवा ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP