Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kadam Kadam Par Raksha Karta (कदम कदम पर रक्षा करता - भजन)


Kadam Kadam Par Raksha Karta
Kadam Kadam Par Raksha Karta,
Ghar Ghar Kare Ujala Ujala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥
Man Mandir Ke Vaas Karo Tum,
Door Karo Andhiyara,
Papon Ka Mere Naash Karo Tum,
Ban Kar Ke Rakhwara Rakhwara,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥

Jab Jab Bheed Padi Bhakto Par,
Unki Vipda Taali,
Sachche Man Se Jo Bhi Pukare,
Pragte Deendayala Dayala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥

Nem Niyam Se Jo Koi Dhyaave,
Man Ki Murade Paave,
Bichhde Sathi Phir Se Milakar,
Ghar Ghar Prem Badhaya Badhaya,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥

Bheem Sen Ke Pautr Laadle,
Ehalvati Ke Laala,
Pandav Kul Avtaar Shyam Ji,
Japoon Tihaari Maala Ho Maala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥

Kadam Kadam Par Raksha Karta,
Ghar Ghar Kare Ujala Ujala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala,
Khatu Wala Khatu Wala,
O Leele Ghode Wala ॥

कदम कदम पर रक्षा करता - भजन हिन्दी में पढ़ें

कदम कदम पर रक्षा करता, घर घर करे उजाला उजाला, खाटू वाला खाटू वाला, ओ लीले घोड़े वाला, खाटू वाला खाटू वाला, ओ लीले घोड़े वाला ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanBanke Bihari Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Main Bhola Parvat Ka

Main Bhola Parvat Ka, Rai Tu Rani Mahala Ki, Teri Meri Paar Padai Na, Beshak Likhi Pahala Ki..

Sawari Mahakal Ki Aayi

Aao Pyare Bhakton, Bhole Baba Ko Manaen Ham, Phoolon Se Sawari, Mahakal Ki Sajaye Hum,
Karata Dharashai Papiyon Ki Chal, Aisa Nyaay Priy Hai Mera Mahakal, Ujjain Bhraman Ko Nikale, Mere Mahakal, Sawari Mahakal Ki Aae, Sawari Mahakal Ki Aae, Om Namah Shivay Om Namah Shivay ॥

Lutru Mahadev Chalo

Lutru Mahadev Jay Jay, Lutru Mahadev Ji, Lutru Mahadev Jay Jay, Lutru Mahadev Ji, Sari Duniya Dhyaye,
Gaye Gun Mahadev Ji, Lutru Mahadev Jay Jay, Lutru Mahadev Ji ॥

Namo Namo Hey Bhole Shankara

Maine Paya Nasha Hai, Mera Bas Tujhme, Mere Bhole Mere Bhole, Chod Chinta Mili Hun, Main To Bas Tumse, Mere Bhole Mere Bhole, Namo Namo Hey Bhole Shankara, Shankara Bhole Shankara ॥

Tino Loko Mein Bhole Ke Jaisa

Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa, Dushara Koi Dani Nahi Hai, Kaun Sa Bhakt Hai Baat Usaki, Mere Bhole Ne Mani Nahin Hai, Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa, Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

Yeh to Pehne Hai Sarpo Ki Mala Mera Shankar Bada Bhola

Yah to Pahne Hain Sarpon Ki Mala, Mera Shankar Bada Bhola Bhala। Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola। Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola, Bam Bhola Bam Bhola Bam Bhola।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP