Lal Langote Wale Veer Hanuman Hai,
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
Bajrangi Ka Hoon Main Deewana,
Har Dam Gaoon Yahi Tarana,
Tera Hi Is Jeevan Par Ehsaan Hai ॥
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
Tu Mera Main Tera Pyare,
Ye Jeevan Ab Tere Sahare,
Bajrangi Hi Sab Bhakton Ki Jaan Hai ॥
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
Pagal Preet Ki Ek Hi Asha,
Darde Dil Darshan Ka Pyasa,
Bajrangi Se Hi Bhakton Ka Saman Hai ॥
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
Tujhko Apna Maan Liya Hai,
Jeevan Tere Naam Kiya Hai,
‘guru Brajmohan Devendr’ Ka Tujhse Maan Hai ॥
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
Lal Langote Wale Veer Hanuman Hai,
Hanuman Gadhi Mein Baithe,
Ayodhya Ki Shaan Hai,
Lal Langote Walen Veer Hanuman Hai ॥
◉ The recitation of
Hanuman Chalisa,
Bajrang Baan and
Sankatmochan Hanuman Ashtak are considered very prominent in the worship of Shri Hanumant Lal.
If you love this bhajan please
like,
share or
comment!
Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future

* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!