Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mahaveer Hai Naam Tumhara (महावीर है नाम तुम्हारा: भजन)


Mahaveer Hai Naam Tumhara
Mahaveer Hai Naam Tumhara,
Dilmein Basa Hai Ram Ka Nara,
Sabke Chahte Deh Pe Lapete Rahate Bhagwa Rang,
Bajarangbali Bajarangbali Bajarangbali Bajarang ॥
Japte Ho Tum Ram ka Mala,
Ram Prem Ka Piya Hai Pyala,
Sina Apana Phad Dikhaya Rah gayi Duniya Dang,
Bajarangbali Bajarangbali Bajarangbali Bajarang ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhakti Tumhari Sabse Nirali,
Siyaram Se Nata Nyari,
Ram Naam Jivan Mein Dhala Asi Teri Umang,
Bajarangbali Bajarangbali Bajarangbali Bajarang ॥

महावीर है नाम तुम्हारा: भजन हिन्दी में पढ़ें

महावीर है नाम तुम्हारा, दिलमें बसा है राम का नारा, सबके चहेते देंह पे लपेटे रहते भगवा रंग, बजरंगबली बजरंगबली बजरंगबली बजरंग ॥.
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Baba Mujhe Ye To Bata Koi Itna Bhi Deta Hai Kya

Baba Mujhe Ye to Bata, Koi Itna Bhi Deta Hai Kya, Diya Tune Jitna, Tune Bana Di Hai Aukat...

Radhe Braj Jan Man Sukhakari

Radhe Braj Jan Man Sukhkari, Radhe Shyam Shyama Shyam, Mor Mukut Makarakrt Kundal, Gal Vaijayanti Mala..

Sab Kuchh Nahi Hai Paisa

Hai Vo Bhi Jaruri Par Sab Kuch Nahin Hai Paisa Makasad Ai Jindagi Ka Kyon Rakhaliya Hai Paisa

Namaskar Bhagwan Tumhe Bhakton Ka Barambar Ho

Namaskar Bhagwan Tumhen, Bhakton Ka Barambar Ho, Shraddha Rupi Bhent Hamari..

Mahakal Ki Gulami Mere Kam Aarhi Hai

Mahakal Ki Gulami, Mere Kaam Aa Rahi Hai, Unki Hi Kripa Se Ekdam Mast Zindagi Hai

Mahakal Teri Bhakti Ne Bawal Kar Diya

Tere Kalayug Mein Bhi Bhakto Ne Kamal Kar Diya, Ho Jay Shree Mahakal Ke Nare Ne Dhamal Kar Diya, Mahakal Teri Bhakti Ne Babal Kar Diya, Mahakal Teri Bhakti Ne Babal Kar Diya ॥

Amrit Ki Barse Badariya Baba Ki Duariya

Amrit Ki Barse Badariya, Baba Ki Duariya, Amrit Ki Barsen Badariya, Baba Ki Duariya ॥

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP