Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Hridye Karo Parvesh Ji (मेरे हृदये करो परवेश जी: भजन)


Mere Hridye Karo Parvesh Ji
Mere Hridaye Karo Parvesh Ji,
Mere Kato Sakal Kalesh Ji ॥
Shlok – Pehle Ganpati Pooj Ke,
Pachhe Kariye Kaaj,
Vich Sabha De Bethiyan,
Meri Pat Rakhiyo Maharaj ॥

Mere Hridaye Karo Parvesh Ji,
Hridaye Karo Pravesh Ji,
Mere Kato Sakal Kalesh Ji,
Mere Kato Sakal Kalesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji ॥

Laal Sindoor Chadhe Gajmukh Ko,
Bhakto Ke Kate Har Duhkh Ko,
Hove Pooja Desh Videsh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji ॥

Karte Mooshak Ki Hai Sawari,
Charne Lagti Hai Duniya Saari,
Mohe Darshan Deejo Hamesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji ॥

Simru Tujhe Sab Duhkh Mit Jaave,
Daas Salim Tere Gun Gaave,
Tera Puran Hai Darvesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji ॥

Mere Hridaye Karo Parvesh Ji,
Hridaye Karo Parvesh Ji,
Mere Kato Sakal Kalesh Ji,
Mere Kato Sakal Kalesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji ॥

आरती गणपती की | आओ जी गजानन आओ | श्री सिद्धिविनायक तेरी आरती गाऊं | गणपती बप्पा मोरया | श्री सिद्धिविनायक नमः

मेरे हृदये करो परवेश जी: भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे हृदये करो परवेश जी, हृदये करो परवेश जी, मेरे काटो सकल कलेश जी, मेरे काटो सकल कलेश जी, तेरी जय जय जय हो गणेश जी, तेरी जय जय जय हो गणेश जी, तेरी जय जय जय हो गणेश जी ॥
Read Also

Bhajan Ganesh Visarjan BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanAshtvinayak BhajanSiddhi Vinayak BhajanGanpati Bappa Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shambhu Shankara

Shankara bhole shankara, Shankara bhole shankara...

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye, Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP