Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye (पाप बढ़ गया है, कुछ तो काम कीजिये: भजन)


Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye
Paap Bad Gaya Hai,
Kuch To Kaam Kijiye,
Roj Roj Ram Ji Ka,
Naam Lijiye ॥
Kam Krodh Mad Lobh,
Sabaka Hain Badh Gaya,
Paap Ka Hi Raj Hain,
Ye To Sar Pe Chadh Gaya,
Badal Gai Duniya,
Ye Kaam Kijiye,
Roj Roj Ram Ji Ka,
Naam Lijiye ॥

Naam Shree Ram Ka Hi,
Sabako Ubarega,
Amar Vo Ho Jaega Jo,
Inako Pukarega,
Prabhu Ka Hi Naam Subah O,
shaam Lijiye,
Roj Roj Ram Ji Ka,
Naam Lijiye ॥

Lijiye Prabhu Ka Naam,
Aap Kitane Pyaare Hain,
Sachche Karm Karane Vale,
Prabhu Ke Dulaare Hain,
Hari Ke Charan Mein,
Sab Kuchh Daan Kijiye,
Roj Roj Ram Ji Ka,
Naam Lijiye ॥

Paap Bad Gaya Hai,
Kuch To Kaam Kijiye,
Roj Roj Ram Ji Ka,
Naam Lijiye ॥

पाप बढ़ गया है, कुछ तो काम कीजिये: भजन हिन्दी में पढ़ें

पाप बढ़ गया है, कुछ तो काम कीजिये, रोज़ रोज़ राम जी का, नाम लीजिये ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP