Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha (राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा - भजन)


Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha,
Shyam Dekha, Ghanshyam Dekha,
O Bansi Bajate Hue,
Oradha Tera Shyam Dekha ॥
Radha Tera Shyam Hamne Mathura Main Dekha,
Bansi Bajate Hue,
Oradha Tera Shyam Dekha ॥

Radha Tera Shyam Hamne Gokul Main Dekha
Gaiya Charate Hue O Radha Tera Shyam Dekha ॥

Radha Tera Shyam Hamne Vrindavan Main Dekha
Raas Rachaate Hue O Radha Tera Shyam Dekha ॥

Radha Tera Shyam Hamne Gatipura Main Dekha,
Govardhan Uthate Hue O Radha Tera Shyam Dekha ॥

Radha Tera Shyam Hamne Sarvjagat Main Dekha,
Radha Radha Japte Hue,
Oradha Tera Shyam Dekha ॥

Shyam Dekha, Ghanshyam Dekha,
O Bansi Bajate Hue,
Oradha Tera Shyam Dekha ॥
Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा - भजन हिन्दी में पढ़ें

राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा, ओ बंसी बजाते हुए, ओ राधा तेरा श्याम देखा॥
Read Also

Bhajan Shri Radha Krishna BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥

Rajiv Lochan Ram Aaj Apne Ghar Aaye

Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye, Kan Kan Pulakit, Purjan Harshit, Nagar Gao Sab Bajan Badhai, Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye

Paap Bad Gaya Hai, Kuch To Kaam Kijiye, Roj Roj Ram Ji Ka, Naam Lijiye ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP