Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe (राधा को नाम अनमोल बोलो राधे राधे।)


Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe
Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ।
Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥
Brahma Bhi Bole Radhe, Vishnu Bhi Bole Radhe ।
Shankar Ke Damroo Se Awaaz Aave Radhe Radhe ॥

Ganga Bhi Bole Radhe, Yamuna Bhi Bole Radhe ।
Saryoo Ki Dhar Se Awaaz Aave Radhe Radhe ॥

Chanda Bhi Bole Radhe, Sooraj Bhi Bole Radhe ।
Taro Ke Mandal Se Awaaz Aave Radhe Radhe ॥

Gaiya Bhi Bole Radhe, Bachhda Bhi Bole Radhe ।
Dhudh Ki Dhar Se Awaaz Aave Radhe Radhe ॥

Gopi Bhi Bole Radhe, Gwale Bhi Bole Radhe ।
Brj Ki Sab Galio Se Awaaz Aave Radhe Radhe ॥

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ।
Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥

राधा को नाम अनमोल बोलो राधे राधे। हिन्दी में पढ़ें

राधा को नाम अनमोल बोलो राधे राधे। श्यामा को नाम अनमोल बोलो राधे राधे॥
 
 
Read Also

Bhajan Shri Radha Rani Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir। Dropdi Ki Laj Rakhi, Tum Ba.Dhayo Chir...

Ud Gayi Re Nindiya Meri Bansi Shyam Ne Bajai Re

Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re, Kho Gaya Chen Mera, Saari Raat So Na Pai, Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP